Sunday, October 18, 2009

ALLAH IS GREAT

Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuhu..... Hamara Libas 8 Gz, Hamara Kafan Sirf 2.5 Gz, Hmara Ghr 400 Gz, Hmara Asal Ghr 2.5 Gz, Hmaray Irady 200 saal K, Magar Hamari Zindagi 1 sawalya nishaan?? Padaish k wqt AZAAN de jati Hai, Namaaz nahi parhi jati, Maut k waqt Namaz parhi jati Hai, AZAAN nahi de jati, Yani "Ye Zindagi, AZAAN SE NAMAAZ TAK KA WAQFA HAI"

ASSALAMUALEKUM,,,,,,

Kal fursat na mili to kya karo gey,

Itni mohlat na mili to kya karo gey,
Roz kehte ho kal parhon ga namaz,
Kal agar saans na rahi to kya karo ge...
Rasam se sunnat achi,
Neend se namaz achi,
Gunah se neki achi,
Bazar se masjid achi
Fazool baton se quran ki tilawat achi,
Gheebat se zikar acha,
Delete se forward acha..
Namaz jo hum par farz kar di gayi hai....
Fajar....bister main
Zohar..naukri main
Asar.....chaye main
Maghrib...rastey main
Esha......tv main
Jumma.... sonay main
Eid.....bazaaron main
Na Durood, Na Quran.... Yeh Kaisa Hai (Musalman) ?
Phir kahtay ho q nahin hai Allah hum par meharban to Namaz parhao is say pahlay k tumhari Namaz parhi jayee.....
/////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////////

Assalamu Alaikum....
HZRT(R.A) Se Kisi Shakhs Ny Sawal Kya K Wo Kon Si Chez Hai
Jo 1 Hai 2 Nahi
Jo 2 Hai 3 Nahi
Jo 3 Hai 4 Nahi
Jo 4 Hai 5 Nahi
Jo 5 Hai 6 Nahi
jo 6 Hai 7 Nahi
Jo 7 Hai 8 Nahi
Jo 8 Hai 9 Nahi
Jo 9 Hai 10 Nahi
Jo 10 Hai 11 Nahi
Jo 11 Hai 12 Nahi
HZRT(R.A) Nay Muskratay Huwe Jawab Diya
Jo 1 Hai 2 Nahi Ho Saktay
"Allah"
Jo 2 Hai 3 Nahi Ho Saktay
"Hazrat Adam Or Bibi Hawa"
Jo 3 Hai 4 Nahi Ho Saktay
"Zindagi K 3 Hisay Hotay Hain, Bchpan,Jawani,Burhapa"
Jo 4 Hai 5 Nahi Ho Saktay
"Aasmani Kitaab"
Jo 5 Hai 6 Nahi Ho Saktay
"Ulal e Azam Peghamber"
jo 6 Hai 7 Nahi Ho Saktay
"Zameen K Tabkay"
Jo 7 Hai 8 Nahi Ho Saktay
"Aasman"
Jo 8 Hai 9 Nahi Ho Saktay
"Jannat K Darwazay"
Jo 9 Hai 10 Nahi Ho Saktay
"Jannat Ki Nehrain"
Jo 10 Hai 11 Nahi Ho Saktay
"Jahnum K Tabkay"
Jo 11 Hai 12 Nahi Ho Saktay
"Hazrat Yousaf K Bhai"


Allah tumhe aisi maafi de jiske baad gunaah na ho
Aisi hidayat de jiske baad gumraahi na ho
Aisi raza de jiske baad narazgi na ho
Aisi rehmat de jiske baad azab na ho

Aisi kamayabi de jiske baad nakami na ho
Aisi izzat de jiske baad zillat na ho

Allah tumhe duniya aur aakhrat ki pareshaniyon se bachayein
Allah tumhe mutaqbil ke aane wale dino mein sukoon ata farmayein
Alllah tumhe apni saari naimaton se faizyab farmayein......
Ameen.....
-------------------------------------------------------------------------------
I have much reason to rejoice,
And praise Allah in a grateful voice,
Because I’m happy and content,
With all the favours Allah sent.
He created me so perfectly,
And did it all so lovingly,
While showing me the way to go,
No wonder that I love Him so.
Therefore to Him I bow and pray,
And try to obey Him every day,
While believing in His Prophets too,
Who came to show us what to do.
In Allah’s Books I do believe,
And in the Guidance I receive,
And I believe in His Angels too,
Who have special things to do.
One more thing I’d like to say,
There’l be another life one day,
And this I do believe my friend,
That death is not the final end.
So I Am a Muslim, as you can see,
A special person, you must agree,
That's who I am and I'm so proud
I feel like saying it loud
-----------------------------------------------------------------------